शरबत जैसा पानी Sharbat Jaisa Paani Hindi Lyrics – Arko: Starring Satvik Sankhyan And Anicka. This song is sung by Arko and music composed by Arko while the lyrics are written by himself. Sharbat Jaisa Paani are presenting by White Hill Beats.
Song Credits:
| Detail | Description |
| Song Title | Sharbat Jaisa Paani |
| Singer | Arko |
| Music Director | Arko |
| Lyrics | Arko |
| Music Label | White Hill Beats |
Sharbat Jaisa Paani Hindi Lyrics:
दर्द ऐसा भी किसी पीर का हो नहीं सकता
कौन कहता है रांझा हीर का हो नहीं सकता
शरबत जैसा जैसा शरबत जैसा जैसा
ओहो कौन शहर की बल्लिये मैं दूर से ही मरजानी
किया नजर से छल्ली जिगरा
दिल पिघल के पानी पानी
बिजलियाँ तेरी आखों से
दिल पे गिरी तो वो फूल बन गए
तितलियाँ तेरे चौखट से उड़ के गए तो फिजूल बन गए
कभी कॉफ़ी पे तो चलिए पीले चेहरा नूरानी
सादगी भी और रंग भी शरबत जैसा पानी
कुछ दबे पाँव, समझदारी से
वो इश्क़ करते हैं
हाँ कुछ दबे पाँव, कुछ दबे पाँव
कुछ समझदारी से वो इश्क़ करते हैं
हो ख़्वाबों में गुदगुदा के मुस्कुराने पे मजबूर करते हैं
ओ जानिया यकीनन तुझी से जुडी है मेरी दास्ताँ
तू मेहरबां… जो हो जाए
तो फिर मुकम्मल मेरा कारवां
कभी बाहों में भी मिलिए
महसूस हो कुछ रूहानी
सादगी भी और रंग भी शरबत जैसा पानी
Sharbat Jaisa Paani Lyrics in Romanized:
Dard aisa bhi kisi peer ka ho nahin sakta
Kaun kehta hai Ranjha Heer ka ho nahin sakta
Sharbat jaisa jaisa, sharbat jaisa jaisa
Oho kaun shehar ki balliye, main door se hi marjaani
Kiya nazar se chhalli jigra
Dil pighal ke paani paani
Bijliyaan teri aankhon se
Dil pe giri to woh phool ban gaye
Titliyaan tere chaukhat se ud ke gaye to fizool ban gaye
Kabhi coffee pe to chaliye
Peele chehra noorani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani
Kuch dabe paanv, samajhdari se
Woh ishq karte hain
Haan kuch dabe paanv, kuch dabe paanv
Kuch samajhdari se woh ishq karte hain
Ho khwaabon mein gudguda ke muskurane pe majboor karte hain
O Jaaniya, yaqeenan tujhi se judi hai meri daastaan
Tu meherbaan jo ho jaaye
To phir mukammal mera kaarvaan
Kabhi baahon mein bhi miliye
Mehsoos ho kuch roohani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani
More Latest Hindi SonG:
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Sharbat Jaisa Paani gaane ke singer kaun hain?
Is khoobsurat gaane ko Arko ne apni awaaz di hai.
2. Sharbat Jaisa Paani ka music kisne compose kiya hai?
Is track ka music khud Arko ne hi compose kiya hai.
3. Sharbat Jaisa Paani song ke lyrics kisne likhe hain?
Is gaane ke lyrics bhi multi-talented artist Arko ne hi likhe hain.
4. Ye gaana kis music label ke under release hua hai?
Sharbat Jaisa Paani gaana White Hill Beats music label par release kiya gaya hai.
5. Kya Arko ne hi is gaane ka sara kaam kiya hai?
Ji haan, is gaane ke Singer, Composer, aur Lyricist teeno hi Arko hain.