मोहब्बत किसी और से Mohabbat Kisi Aur Se Lyrics – Jyoti Nooran: This romantic sad song sung by Jyoti Nooran and composed by Nyc while the lyrics are written by Eemaan. starring Bhavin Bhanushali, Esha Velankar & Sana Sultan are play the main lead roles in video. Watch the Mohabat Kisi Aur Se official video song on YouTube, proudly presented under the banner of Tashan Bolly Studio.
Song Credits:
| Categories | Details |
| Song Title | Mohabbat Kisi Aur Se |
| Featuring | Bhavin Bhanushali, Esha Velankar & Sana Sultan |
| Singer | Jyoti Nooran |
| Music | NYC |
| Lyrics | Eemaan |
| Label | Tashan Bolly Studio |
Mohabbat Kisi Aur Se Lyrics in Hindi:
हे हैप्पी एनिवर्सरी
थैंक यू
दिल से नहीं दिमाग से है वो
झूठ के खेल में बादशाह है वो
वो दूर के चेहरे पता चलता नहीं
चाहे देखे कोई गौर से…
हां है उसे मोहब्बत है
पर है किसी और से
हाँ है उसे मोहब्बत है
पर है किसी और से
कभी चांद था बताता
जोर था वो कहता
अब मेरे आगे नाम किसी और का ही लेता
दिलों से खेलने की आदत तुम्हारी
चढ़ा के आसमान और जमीन पे उतारी
ईमान क्यों ना थके इस दौड़ से…
हाँ है उसे मोहब्बत है
पर है किसी और से..
हाँ हैं उसे मोहब्बत है
पर है किसी और से..
बुरी आदत, बुरी आदत
पड़ी ऐसी नैनों को
के ख्वाबों में भी उसके राहों में रुक जाते हैं।
इतना तोड़ा, इतना तोड़ा
मेरे दिल को जालिम ने
डर कर आईने भी कहीं जाके छुप जाते हैं।
वो सुनता नहीं, सुन लेता है खुदा
जैसे पुकारे उसे ज़ोर से
हां है उसे मोहब्बत है
पर है किसी और से..
हां है उसे मोहब्बत है।
पर है किसी और से..
Mohabbat Kisi Aur Se Lyrics in English:
Hey, happy anniversary.
Thank you.
Dil se nahin dimag se hai wo
Jhoot ke khel mein badshah hai wo
Wo door se chehre pata chalta nahin
Chahein dekhe koi gaur se …
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Kabhi chand tha batata
Jor se tha wo kehta
Ab mere aage naam kisi aur ka hi leta
Dilo se khelne ki aadat tumhari
Chadhake aasaman aur zameen pe utari
Emaan kyun naa thake is daud se
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Buri aadat, buri aadat
Padi aisi naino ko
Ke khwabon mein bhi
Uske rahon mein ruk jatein hai
Itna toda, itna toda
Mere dil ko zalim ne
Dar kar aaene bhi kahin jaake chhup jaatein hai
Wo sunta nahin, sun leta hai khuda
Jaise purkarein use jor se
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Haan hain use mohabbat hai
Par hai kisi aur se
Read More:
- Tumhi Se Pyaar Karna Hai Lyrics
- Rain Savere Lyrics
- Bandhi Thi Saat Pheron Mein Lyrics
- Ishq Kamina Lyrics
- Tera Yaar Hoon Main (Title Track) Lyrics
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Who is the singer of the song ‘Mohabbat Kisi Aur Se’?
The soulful song ‘Mohabbat Kisi Aur Se’ has been sung by the powerful vocalist Jyoti Nooran.
2. Which actors are featured in the ‘Mohabbat Kisi Aur Se’ music video?
The music video features popular actors Bhavin Bhanushali, Esha Velankar, and Sana Sultan in the lead roles.
3. Who composed the music for ‘Mohabbat Kisi Aur Se’?
The music for this beautiful track is composed by NYC.
4. Who is the lyricist of the song ‘Mohabbat Kisi Aur Se’?
The deep and emotional lyrics of the song were written by Eemaan.
5. Under which music label was the song released?
The official audio and video of the song have been released under the Tashan Bolly Studio label.



