खाइके पान बनारस वाला Khaike Paan Banaras Wala Lyrics – Don: This energetic & romantic song sung by Kishore Kumar which is taken from bollywood super hit film don (1978). It’s composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are written by Anjaan. Starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Pran, Helen, Iftekhar are appeared in main lead roles. Watch the Khaike Paan Banaras Wala official video song on YouTube, proudly presented under the banner of Kishore Kumar.
Song Credits:
| Field | Details |
| Song Title | Khaike Paan Banaras Wala |
| Movie | Don |
| Starring | Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Pran, Helen, Iftekhar |
| Singers | Kishore Kumar |
| Song Lyricists | Anjaan |
| Music Composer | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Music Director | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Music Label | Saregama |
| Release Date | 20th April, 1978 |
Khaike Paan Banaras Wala Lyrics in Hindi:
हम्म..!! बुर्र बुर्र
अरे भांग का रंग
जामा हो चकाचक
फिर लो पान चबाएं
आ उम्म उम्म, आहा!
अरे ऐसा झटका लगे जिया पे
पुनर जनम होइ जाये..!!
ओ खइके पान बनारस वाला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाएं बंद अकल का ताला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाये बंद अकल का ताला
फिर तो ऐसा करे धमाल
सीधी कर दे सबकी चाल
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाएं बंद अकल का ताला
अरे राम दुहाई ई ई ई ई
कैसे चक्कर में पड़ गया
हा हा हा..
कहाँ जान फँसाई ई ई ई
मैं तो सूली पे चढ़ गया हाय हाय
कैसा सीधा सादा
मैं कैसा भोला भाला, हां हां!
अरे, कैसा सीधा सादा
मैं कैसा भोला भला
जाने कौन घड़ी में पड़ गया
पढ़े-लिखों से पाला
मीठी छुरी से..!!
मीठी छुरी से हुआ हलाल
छोरा गंगा किनारे वाला
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाएं बंद अकल का ताला
हे मैम साहब!
हमरे संग नाचो ओ नाचो
एक कन्या कुँवारी ई ई ई ई
हमरी सूरत पे मर गई
हाय हाय हाय
एक मीठी कतरी ई ई ई ई
हमारे दिल में उतर गई
हा हा
कैसी गोरी गोरी वो तीखी तीखी छोरी
वाह वाह!
अरे कैसी गोरी गोरी वो तीखी तीखी छोरी
करके जोरा-जोरी
कर गई हमारे दिल की छोरी
मिली छोरी तो, मिली छोरी तो हुआ निहाल
छोरा गंगा किनारे वाला
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाएं बंद अकल का ताला
ओ खइके पान बनारस वाला
खुल जाये बंद अकल का ताला
फिर तो ऐसा करे धमाल
सीधी कर दे सबकी चाल
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ छोरा गंगा किनारे वाला
ओ छोरा गंगा किनारे वाला, हां।
Khaike Paan Banaras Wala Lyrics in Roman:
Hmm..!! Burr burr
Arrey bhang ka rang
Jama ho chakaachak
Phir lo paan chabaayein
Aa umm umm, aahaa!
Arrey aisa jhatkaa lage jiya pe
Punar janam hoi jaayein..!!
O Khaike Paan Banaras Wala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khul jaayein band akal ka taala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Phir to aisaa kare dhamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora gangaa kinaare wala
O khaike paan banaras wala
Khul jaayein band akal kaa taala
Arrey ram duhaai ee ee ee
Kaise chakkar mein pad gayaa
Haay haay haay..
Kahaan jaan fansaai ee ee ee
Main to sooli pe chadh gayaa haay haay
Kaisaa seedha saada
Main kaisaa bholaa bhaalaa, haan haan!
Arrey, kaisa seedhaa saada
Main kaisaa bholaa bhaala
Jaane kaun ghadi mein pade gaya
Padhe-likhon se paala
Meethi chhoori se..!!
Meethi chhoori se huaa halaal
Chhora ganga kinaare wala
O chhora gangaa kinaare wala
O khaike paan banaaras wala
Khul jaayein band akal kaa taala
O maim sahab
Hamre sang nacho o nacho
Ek kanya kunvaari ee ee ee
Hamri soorat pe mar gayi
Haay haay haay
Ek meethi kataari ee ee ee
Hamre dil mein utar gayi
Haay haay
Kaisi gori gori vo teekhi teekhi chhori
Vaah vaah!
Arrey kaisi gori gori vo teekhi teekhi chhori
Karke joraa-jori
Kar gayee hamre dil ki chorii
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala
O chhora gangaa kinaare wala
O khaike paan banaaras wala
Khul jaayein band akal kaa taala
O khaike paan banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Phir to aisaa kare dhamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala, haan.
Read More:
- De De Pyaar De Lyrics
- Mera Sasura Bada Paisewala Lyrics
- Yaar Hamari Baat Suno Lyrics
- Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics
- Tujh Sang Preet Lagai Sajna Lyrics
- Mere Naina Sawan Bhadon Lyrics
- Humein Tumse Pyar Kitna Lyrics
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Which movie features the iconic song ‘Khaike Paan Banaras Wala’?
The legendary track ‘Khaike Paan Banaras Wala’ is featured in the classic Bollywood action film Don (1978).
2. Who is the singer of ‘Khaike Paan Banaras Wala’?
The energetic song was brilliantly sung by the legendary playback singer Kishore Kumar.
3. Which Raag (राग) is used in the song ‘Khaike Paan Banaras Wala’?
The song is largely based on Folk/Folk-Filmi composition (Semi-Classical) with elements derived from Raag Khamaj (राग खमाज) and Indian folk music structure.
4. Who composed the music for ‘Khaike Paan Banaras Wala’?
The timeless music for this track was composed by the iconic duo Kalyanji Virji Shah and Anandji Virji Shah (Kalyanji-Anandji).
5. Who wrote the lyrics for the song ‘Khaike Paan Banaras Wala’?
The famous and playful lyrics of the song were penned by renowned lyricist Anjaan.
6. Which actors star in the movie Don (1978)?
The film features a stellar classic cast including Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Pran, Helen, and Iftekhar.
7. When was the song released and under which label?
The song was released on 20th April, 1978 under the official music label Saregama.



