तुमको बारिश Tumko Barish Pasand Hai Lyrics – Neha Kakkar: “Baarish Mein Tum means बारिश में तुम ” song is sung by Neha Kakkar and the music beat composed by Showkidd while the lyrics are written by Samay & presented under the banner of T-Series. Starring Gauahar Khan, Zaid Darbar & directed by Adil Shaikh.
Song credits:
| Feature | Details |
| Song Title | Baarish Mein Tum |
| Singers | Neha Kakkar & Rohanpreet Singh |
| Music Director | Showkidd |
| Lyricist | Samay |
| Music Label | T-Series |
| Genre | Romantic Pop / Monsoon Special |
तुमको बारिश Tumko Barish Pasand Hai Lyrics in Hindi:
तुम्हे बोलना पसंद है मुझे बोलते हुए तुम
तुम्हे हसना पसंद है
मुझे हसते हुए तुम
बस इतना ही फर्क है तेरी मेरी पसंद में
तुम्हे सब कुछ पसंद है और मुझे पसंद हो तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
हर बादल से पूछ लेना हमें चाहते है तुम्हारी
है खबर आसमा को भी हमें आदते है तुम्हारी
हम्म हर बादल से पूछ लेना
हमें चाहते है तुम्हारी
है खबर आसमा को भी हमें आदते है तुम्हारी
ये तो जाने खुदा भी तू ही इक बस ना माने
तुम हो हर इक दुआ में हर गुजारिश में तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
हो हर दिन हमसे मिलने
सावन का बादल बन कर आना
हम है दीवाने तेरे तू भी पागल बन कर आना
हो तुम्हे भीगना अच्छा लगता है ओ मुझे भीगती हुई तुम
तो फिर बारिश के हर मौसम में मेरे साथ ही रहना तुम
के देख मोहब्बत मेरी
खुदा भी वो हैरान है
हो गई जो आज मुक़्क़मल थे ख्वाहिश में तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
तुमको बारिश पसंद है मुझको बारिश में तुम
Tumko Barish Pasand Hai Lyrics in English:
Tumhe bolna pasand hai mujhe bolte hui tum
Tumhe hasna pasand hai
Mujhe haste hui tum
Bas itna hi farak hai teri meri pasand mein
Tumhe sab kuch pasand hai aur mujhe pasand ho tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
Har badal se puch lena hume chahate hai tumhari
Hai khabar aasama ko bhi hume aadate hai tumhari
Hmm har badal se puch lena
Hume chahate hai tumhari
Hai khabar aasama ko bhi hume aadate tumhari
Tum ho har ik dua mein har gujarish mein tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
Ho har din humse milne
Sawan ka badal ban kar aana
Hum hai deewane tere tu bhi pagal ban kar aana
Ho tumhe bheegna acha lagta hai o mujhe bheegati hui tum
Toh phir barish ke har mausam mein mere sath hi rehna tum
Ke dekh mohobbat meri
Khuda bhi wo heran hai
Ho gayi jo aaj mukamal the khwahish mein tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
Tumko barish pasand hai mujhko barish mein tum
More Link:
- धागे इश्क़ के Dhaage Ishq Ke Hindi Lyrics – KK
- अबकी बारिश में Abki Baarish Mein Lyrics In Hindi
- बरसात हो जाए Barsat Ho Jaaye Hindi Lyrics
- फिर भी दिल है हिन्दुस्तानी Phir Bhi Dil Hai Hindustani Lyrics
Baarish Mein Tum: Frequently Asked Questions
1. “Baarish Mein Tum” gaane ko kisne gaya hai?
Is romantic gaane ko Bollywood ki mashhoor singer Neha Kakkar aur Rohanpreet Singh ne milkar gaya hai.
2. Is gaane ke lyrics (bol) kisne likhe hain?
“Baarish Mein Tum” ke khoobsurat bol Samay dwara likhe gaye hain.
3. Iska music kisne compose kiya hai?
Is track ka music Showkidd ne taiyar kiya hai.
4. Ye gaana kis music label par release hua hai?
Ye gaana T-Series ke official YouTube channel aur music label par available hai.
5. Kya ye ek monsoon special gaana hai?
Haan, ye gaana barish aur romance ke theme par adharit hai, jo monsoon season mein kafi trend karta hai.