कान्हा धीरे से Kanha Dheere Se Pakdo Aanchal Lyrics – Krishna Bhajan

Kanha Dheere Se Pakdo Aanchal Lyrics – Krishna Bhajan: Kanha Dheere Se Pakdo Ye Aanchal Mera (कान्हा धीरे से पकड़ो ये आँचल मेरा Lyrics in Hindi) Krishna bhajan is sung by Meenakshi Mukesh and composed by Pardeep Panchal. Video Featuring Deepika & presented by Fine Digital Video.

Song Details:

Feature Details
Song Title Kanha Dheere Se Pakdo Ye Aanchal Mera
Singer Meenakshi Mukesh
Music Director Pardeep Panchal
Lyrics & Composer Traditional (Paramparik)
Music Label Fine Digital Video
Genre Devotional / Krishna Bhajan

Kanha Dheere Se Pakdo Aanchal Lyrics in Hindi:

कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा-x2
रोज़ की दिल्लगी श्याम अच्छी नहीं
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा
रोज़ की दिल्लगी श्याम अच्छी नहीं
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा

श्याम तुमको माने को आई हूं मैं
संग माखन और मिश्री लेई हूं मैं
संग माखन और मिश्री लेई हूं मैं-x2
श्याम जल्दी से खा लो ये माखन मेरा
वार्ना सारा का सारा पिघल जाएगा
श्याम जल्दी से खा लो ये माखन मेरा
वार्ना सारा का सारा पिघल जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा

श्याम तेरे मेरे प्यार को नज़र ना लगे
यहाँ दुश्मन है सारे कोई न सगे
यहाँ दुश्मन है सारे कोई न सगे-x2
श्याम काजल का टीका लगा लिजियें
कोई देखेंगे से फिर मचाल जाएगा
श्याम काजल का टीका लगा लिजियें
कोई देखेंगे से फिर मचाल जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा

श्याम सर से ये हाथ हटाना नहीं:
मेरा दुनिया में कोई ठिकाना नहीं
मेरा दुनिया में कोई ठिकाना नहीं-x2
तेरा क्या जाएगा मेरे भोले पिया
मेरा बड़ादा मुक्दार सवार जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
कान्हा धीरे से पकड़ो ये आंचल मेरा
पौं यमुना में मेरा फिसाल जाएगा
रोज़ की दिल्लगी श्याम अच्छी नहीं
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा
रोज़ की दिल्लगी श्याम अच्छी नहीं
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा
कोई देखेंगा तो भेद खुल जाएगा

Kanha Dheere Se Pakdo Aanchal Lyrics in English:

Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega-x2
Roj ki dillagi shyam achhi nahi
Koi dekhega to bhed khul jayega
Roj ki dillagi shyam achhi nahi
Koi dekhega to bhed khul jayega
Koi dekhega to bhed khul jayega

Shyam tumko manane ko aayi hoon main
Sang makhan aur mishri layi hoon main
Sang makhan aur mishri layi hoon main-x2
Shyam jaldi se kha lo ye makhan mera
Varna saara ka saara pighal jayega
Shyam jaldi se kha lo ye makhan mera
Varna saara ka saara pighal jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Koi dekhega to bhed khul jayega

Shyam tere mere pyaar ko nazar na lage
Yaha dusman hai saare koi naa sage
Yaha dusman hai saare koi naa sage-x2
Shyam kajal ka tika laga lijiyein
Koi dekhega to phir machal jayega
Shyam kajal ka tika laga lijiyein
Koi dekhega to phir machal jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Koi dekhega to bhed khul jayega

Shyam sar se ye hath hatana nahi
Mera duniya mein koi thikana nahi
Mera duniya mein koi thikana nahi-x2
Tera kya jayega mere bhole piya
Mera bigada mukdar sawar jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Kanha dheere se pakdo ye aanchal mera
Paon yamuna mein mera phisal jayega
Roj ki dillagi shyam achhi nahi
Koi dekhega to bhed khul jayega
Roj ki dillagi shyam achhi nahi
Koi dekhega to bhed khul jayega
Koi dekhega to bhed khul jayega

Latest Songs:

Kanha Dheere Se Pakdo: Frequently Asked Questions

1. “Kanha Dheere Se Pakdo Ye Aanchal Mera” bhajan kisne gaya hai?
Is supressid bhajan ko mashhoor devotional singer Meenakshi Mukesh ne apni awaaz di hai.

2. Is bhajan ka music kisne compose kiya hai?
Is bhajan ka music Pardeep Panchal dwara taiyar kiya gaya hai.

3. Is bhajan ke lyrics (bol) kisne likhe hain?
Ye ek Traditional (Paramparik) bhajan hai, jo peedhiyon se Krishna bhakton ke beech gaya ja raha hai.

4. Ye bhajan kis official music label par available hai?
Ye bhajan Fine Digital Video ke official YouTube channel aur music label par available hai.

5. Meenakshi Mukesh ke bhajans kyu popular hain?
Meenakshi Mukesh apni bhav-purn aur meethi awaaz ke liye jaani jaati hain, jo Radha-Krishna ke bhajano ko behad khas banati hai.

Scroll to Top