रंग रंगीली Rang Rangeeli Ho Gayi Main Lyrics – Hindutva

रंग रंगीली Rang Rangeeli Ho Gayi Main Lyrics – Hindutva: Rang Rangeeli (रंग रंगीली Lyrics in Hindi) romantic song is sung by Madhushree, Divya Kumar, Hamsika Iyer and music tune composed by Ravi Shankar while the heart touching lyrics are written by Shweta Raj. It’s official video song is presented by Zee Music. Starring Ashish Sharma, Sonarika Bhadoria & Ankit Raj.

Song Credits:

Feature Details
Song Title Rang Rangeeli
Movie Hindutva Chapter 1: Main Hindu Hoon
Singers Madhushree, Divya Kumar, Hamsika Iyer
Music Director Ravi Shankar
Lyricist Shweta Raj
Record Label Zee Music Company

Rang Rangeeli Ho Gayi Main Lyrics in Hindi:

ये सुनहरा दिन जैसे
सुना बिकरा हो चारो और
दूर कहीं मंदिर की घंटा
सुनके मन हो जाए विभोर..
कहीं गुरु बनी है, कहीं भजन है
कहीं बुद्ध वाणी हर पंथ की भो…

प्रेम तो लैला है, प्रेम तो मजनू है
प्रेम तो हीर है, प्रेम तो रांझा है
प्रेम तो सोहनी है, प्रेम तो महिवाल है

बहक बहक बदल उड़े
छम-छनक पुरवा चले-x2
सत्त रंगी है देश मेरा
सत्त रंगी मोहे पिया मिले
चारो धाम मैंने यही है पायें
प्रेम की बोली से कोई बुलाएं
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई में
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं

तेरे मेरे दिलो पे प्रेम का रंग बरस रहा
जैसे रंग कृष्ण का
राधा पे बरस रहा
घाट-घाट तेरा नाम लिखूं
जोगी जोगन श्याम लिखू
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई में
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं

जन्म जन्म तेरे सुंग ये प्रेम तीरथ चलता रहे
जैसे गंगा है पवन तेरा मेरा नाता रहे
तुझे ही मंगा श्री राम से
छुटे ना तू मेरी जान से
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई में
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं
रंग रंगीली हो गई मैं
नई नवेली हो गई मैं

Read More:

Rang Rangeeli Ho Gayi Main Lyrics in English:

Ye sunehra din jaise
Suna bikhara ho charo aur
Door kahin mandir ki ghanti
Sunke mann ho jaye vibhor..
Kahin guru bani hai, kahin bhajan hai
Kahin Buddha vani har panth ki bho…

Prem to laila hai, prem to majnu hai
Prem to heer hai, prem to ranjha hai
Prem to sohni hai, prem to mahiwal hai

Behak- behak badal udde
Chham-chhanak purva chale-x2
Satt rangi hai desh mera
Satt rangi mohe piya mile
Charo dham maine yahi hai paayein
Prem ki boli se koi bulayein
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi mein
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main

Tere mere dilo pe prem ka rang barsh raha
Jaise rang krishan ka
Radha pe barsh raha
Ghat-ghat tera naam likhoon
Jogi jogan shyam likhoon
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi mein
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main

Janam janam tere sung ye prem tirath chalta rahe
Jaise ganga hai pavan tera mera naata rahe
Tujhe hi manga shri ram se
Chute na tu meri jaan se
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi mein
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main
Rang rangeeli ho gayi main
Nayi naveli ho gayi main

Read More:

Rang Rangeeli Song – FAQs

Q1. Rang Rangeeli gaane ke singers kaun hain?
Is gaane ko mashhoor singers Madhushree, Divya Kumar aur Hamsika Iyer ne milkar gaya hai.
Q2.Rang Rangeeli song kis movie ka hai?
Ye gaana film Hindutva Chapter 1: Main Hindu Hoon ka hai, jo sanskritik garv ko darshata hai.
Q3. Is gaane ka music kisne compose kiya hai?
Rang Rangeeli song ka sangeet (music) Ravi Shankar dwara taiyar kiya gaya hai.
Q4. Rang Rangeeli ke lyrics kisne likhe hain?
Is prerna-dayak gaane ke bol (lyrics) Shweta Raj ne likhe hain.
Q5. Rang Rangeeli gaana kis label par release hua hai?
Is song ka official music label Zee Music Company hai.

Scroll to Top