इस दिल में Iss Dil Mein Lyrics in Hindi – Atithi Bhooto Bhava

इस दिल में Iss Dil Mein Lyrics in Hindi – Atithi Bhooto Bhava: iss Dil Mein (इस दिल में Lyrics in Hindi) song is sung by Ankit Tiwari and music composed by Prasad S while the heart touching lyrics are written by Kunaal Vermaa & Priyanka R Bala. It’s official video song is presented by Zee Music. Starring Jackie Shroff, Pratik Gandhi, Sharmin Segal & Divinaa Thackur.

Song Credits:

Field Details
Song Title Iss Dil Mein
Singer Ankit Tiwari
Music Composer Prasad S
Lyricist(s) Kunaal Vermaa & Priyanka R Bala
Music Label Zee Music Company
Genre Romantic / Soulful
Language Hindi

इस दिल में Iss Dil Mein Lyrics in Hindi:

इस दिल में दो दिल है
किस की सुन
आपस में दोनो है उल्झे हुए
पल्को में वो जिन थे जो ख्वाब में थे
क्यूं बेरुखी के है आंसू लगे
मैं भी यहां, तू भी यहां
यू फासले थे इंतेहान
तू जो खफा, मुझसे खफा मेरा खुदा
क्यूं बेवजाह ये हो रहा
मुझसे मेरा सब खो रहा
क्या दिल तेरा भी रो रहा, मेरी तरह
इस दिल में दो दिल है
किस की सुन
आप में दोनो है उल्झे हुए

बस हर पल हॅसते थे
कैसा वो समा, प्यारा था ना
तू भी मैं भी था
महका वो घर, हमारा था ना
कर लो शिकायत मगर ऐसे तो खफा ना रहो
जो है बात, कह दो हमें दिल में इस तरह ना रखो
तुमको कभी कहने से रोका ना था
रास्ता देखे ये जैसे वैसा ना था
इस दिल में दो दिल है
किस की सुन
आप में दोनो है उल्झे हुए
पल्को में वो जिन थे जो ख्वाब में थे
क्यूं बेरुखी के है अंशु लागे
इस दिल में दो दिल है
किस की सुन
आप में दोनो है उल्झे हुए

Read More:

Iss Dil Mein Lyrics in English:

Iss dil mein do dil hai
Kis ki sune
Aaps mein dono hai uljhe huyein
Palko mein wo jin the jo khawab the
Kyun berukhi ke hai aansu laage
Main bhi yahan tu bhi yahan
Yu fasle the intehan
Tu jo khafa mujhse khafa mera khuda
Kyun bevajah ye ho raha
Mujhse mera sab kho raha
Kya dil tera bhi ro raha, meri tarah
Iss dil mein do dil hai
Kis ki sune
Aaps mein dono hai uljhe huyein

Bas har pal haste the
Kaisa wo sama pyaara tha naa
Tu bhi the main bhi tha
Mehka wo ghar humara tha naa
Kar lo shikayat magar aise to khafa na rahon
Jo hai baat kah do hume dil mein is tarah naa rakho
Tumko kabhi kahne se roka naa tha
Rasta dekhe ye jaise waisa naa tha
Iss dil mein do dil hai
Kis ki sune
Aaps mein dono hai uljhe huyein
Palko mein wo jin the jo khawab the
Kyun berukhi ke hai aansu laage
Iss dil mein do dil hai
Kis ki sune
Aaps mein dono hai uljhe huyein

Read More:

Aksar Puche Jane Wale Prashn (FAQ)

1. “Iss Dil Mein” gaana kisne gaya hai?

Is sukoon bhare gaane ko mashhoor Bollywood singer Ankit Tiwari ne gaya hai.

2. Iss Dil Mein ke music composer kaun hain?

Is track ka music Prasad S dwara compose kiya gaya hai.

3. Is gaane ke lyrics (bol) kisne likhe hain?

Iss Dil Mein gaane ke lyrics Kunaal Vermaa aur Priyanka R Bala ne milkar likhe hain.

4. Yeh gaana kis music label par release hua hai?

Yeh gaana officially Zee Music Company ke label par available hai.

5. Iss Dil Mein kis genre ka gaana hai?

Yeh ek soulful Romantic gaana hai jo Ankit Tiwari ke fans ko kaafi pasand aa raha hai.

Scroll to Top