ऐ यार तेरी यारी Aye Yaar Teri Yaari Lyrics – Trending On Instagram

ऐ यार तेरी यारी Aye Yaar Teri Yaari Lyrics – Trending On Instagram: Celebrate the timeless bond of friendship with the Aye Yaar Teri Yaari lyrics, a classic anthem from the 1981 Bollywood film Waqt Ki Deewar. This soulful track features an iconic collaboration between legendary singers Mohammed Rafi and Kishore Kumar. Composed by the maestro duo Laxmikant-Pyarelal with heartfelt words by lyricist Anjaan, the song beautifully captures the camaraderie shared by lead stars Sanjeev Kumar and Jeetendra on screen.

Song Credits:

Field Details
Song Title Aye Yaar Teri Yaari
Movie Waqt Ki Deewar (1981)
Starring Sanjeev Kumar, Jeetendra
Singer(s) Mohammed Rafi, Kishore Kumar
Music Director Laxmikant Pyarelal
Lyricist Anjaan
Genre Bollywood / Filmi
Language Hindi

Aye Yaar Teri Yaari Lyrics in Hindi:

ऐ यार तेरी यारी
हमें जान से है प्यारी-x2
तेरी यारी पे
तेरी यार पे
जान लूट देंगे
लूटा देंगे, लूटा देंगे

तेरे साथ है मरना जीना
जहां तेरा गिरेगा पसीना
तेरे साथ है मरना जीना
जहां तेरा गिरेगा पसीना

हम पसीन पे
हम पसीन पे
खून बहा देंगे
बहा देंगे, बहा देंगे
ऐ यार तेरी यारी
हमें जान से है प्यारी
ऐ यार तेरी यारी

तेरी राहों में कांटे बिछा दें
जो तेरी राहों में कांटे बिछाये
तेरे पलकों पे बिठा देंगे
जो तेरी पलकों को झुकाए

यूं राहें चलते-चलते
कोई यार बन नहीं पाता-x2
लगता है तेरा मेरा
लगता है तेरा मेरा
कोई पिछले जन्म का है नाता

वो यार है दुख बांटते
तेरी राहों से चुनेंगे कांटें-x2
तेरे कदमों पे फूल बिछा देंगे
बिछड़ेंगे, बिछड़ेंगे
ऐ यार तेरी यारी
हमें जान से है प्यारी
ऐ यार तेरी यारी

मूरत है सच्ची की तू
बाकी सारा जग है धोखा-x2
तुझपे है भरोसा जितना
तुझपे है भरोसा जितना
उतना ना खुदा पे होगा

तेरी और जो आँख उठायें
तुझसे जो कहीं टकराएं-x2
सारी दुनिया में
सारी दुनिया में
आग लगा देंगे
लगा देंगे

ऐ यार तेरी यारी
हमें जान से है प्यारी
ऐ यार तेरी यारी
हमें जान से है प्यारी
तेरी यारी पे
तेरी यार पे
जान लूट देंगे
लूटा देंगे, लूटा देंगे
ऐ यार…!!!

Aye Yaar Teri Yaari Lyrics in English:

Aye yaar teri yaari
Humein jaan se hai pyaari-x2
Teri yaari pe
Teri yaar pe
Jaan luta denge
Luta denge, luta denge

Tere sath hai marna jeena
Jahan tera girega pasina
Tere sath hai marna jeena
Jahan tera girega pasina

Hum pasine pe
Hum pasine pe
Khoon baha denge
Baha denge, baha denge
Aye yaar teri yaari
Humein jaan se hai pyaari
Aye yaar teri yaari

Teri rahein mein kaante bichha dein
Jo teri raahon mein kaante bichhaaye
Tere palakon pe bitha denge
Jo teri palakon ko jhukaaye

Yun raahein mein chalte chalte
Koi yaar nahi ban jata-x2
Lagta hai tera mera
Lagta hai tera mera
Koi pichhale janam ka hai nata

Wo yaar hai dukh bante
Teri rahon se chunke kantein-x2
Tere kadmo pe phool bichhadenge
Bichhadenge, bichhadenge
Aye yaar teri yaari
Humein jaan se hai pyaari
Aye yaar teri yaari

Murt hai sachai ki tu
Baki sara jag hai dhoka-x2
Tujhpe hai bharosha jitna
Tujhpe hai bharosha jitna
Utna naa khuda pe hoga

Teri aur jo aankh uthayein
Tujhse jo kahi takrayein-x2
Saari duniya mein
Saari duniya mein
Aag laga denge
Laga denge

Aye yaar teri yaari
Humein jaan se hai pyaari
Aye yaar teri yaari
Humein jaan se hai pyaari
Teri yaari pe
Teri yaar pe
Jaan luta denge
Luta denge, luta denge
Aye yaar…!!!

Read More:

Trending on instagram:

“Tere sath hai marna jeena, jahan tera girega pasina” – Ye lines aajkal Instagram par dosti aur loyalty dikhane ke liye sabse zyada trend kar rahi hain. Log apne best friends ke saath purani yaadein share karne ke liye is iconic audio ka use kar rahe hain.

Frequently Asked Questions (FAQ)

Q: Aye Yaar Teri Yaari song kisne gaya hai?

A: Is khoobsurat dosti ke geet ko Mohammed Rafi aur Kishore Kumar ne apni awaaz di hai.

Q: Waqt Ki Deewar (1981) movie ke music director kaun hain?

A: Is film ka sangeet mashhoor jodi Laxmikant Pyarelal ne taiyar kiya hai.

Q: Aye Yaar Teri Yaari ke lyrics kisne likhe hain?

A: Is gaane ke bol lyricist Anjaan ne likhe hain.

Scroll to Top