आँधी बनके आया हूँ Aandhi Banke Aaya Hu Lyrics in Hindi – Ranveer Singh: “Aandhi Banke Aaya Hu” is a powerful track from the movie Dhurandhar 2, featuring a high-energy performance by Ranveer Singh. The song is a collaborative vocal masterpiece by Armaan Khan, Shahzad Ali, Shashwat Sachdev, and Subhadeep Das Chowdhury. It features lyrics penned by Irshad Kamil and Sahir Ludhianvi, set to music composed by Roshan and Shashwat Sachdev. Released under the Saregama Music label, this track blends classic soul with modern intensity.
Song Credits:
| Attribute | Details |
| Song Title | Aandhi Banke Aaya Hu |
| Movie / Album | Dhurandhar 2 |
| Featuring | Ranveer Singh |
| Singer(s) | Armaan Khan, Shahzad Ali, Shashwat Sachdev & Subhadeep Das Chowdhury |
| Lyricist | Irshad Kamil, Sahir Ludhianvi |
| Music Composer | Roshan & Shashwat Sachdev |
| Music Label | Saregama Music |
Aandhi Banke Aaya Hu Lyrics in Hindi:
धूप टूटे के कांच की तरह
चुभ गई तो क्या अब देखा जाएगा
आंधियां कई दिल में है मेरे
चुभ गई तो क्या अब देखा जाएगा
दिल है टूटा
मेरा मैं इश्क जला कर आ गया
दिल है टूटा
मेरा मैं इश्क जला कर आ गया
नी सा गा रे सा नी सा गा मा पा मा
पा गा मा रे सा नी सा गा रे सा नी सा
आसमान में उड़ान है
धड़कन धकदन सुरूर में
नी सा गा रे सा नी सा गा मा पा मा
पा गा मा रे सा नी सा गा रे सा नी सा
है जुनून में सुकून
अब ये दिल ये दिल फितूर में
आँधी बनके आया हूँ
मेरा हौसला भी अय्याश है
ना तो कारवां की तलाश है
ना तो कारवां की तलाश है
ना तो हमसफ़र की तलाश है
ना तो कारवां की तलाश है
दिल है टूटा
आधी बातें आंखें बोले
आधी बातें आंखें बोले
बाकी आधी खामोशी कह दे
हमजुबां की तलाश है
ना तो कारवां की तलाश है
ना तो कारवां की तलाश है
ना तो हमसफ़र की तलाश है
मेरा शौक तेरा दीदार है
ये ही उमर भर की तलाश है
दिल है टूटा
मेरा मैं इश्क जला कर आ गया
नी सा गा रे सा नी सा गा मा पा मा
पा गा मा रे सा नी सा गा रे सा नी सा
ना तो करवा की तलाश है
नी सा गा रे सा नी सा गा मा पा मा
पा गा मा रे सा नी सा गा रे सा नी सा
ना तो कारवां की तलाश है
ना तो हमसफ़र की तलाश है
Aandhi Banke Aaya Hu Lyrics in English:
Dhoop toot ke kaanch ki tarah
Chubh gayi toh kya ab dekha jayega
Aandhiyan kayi dil mein hai mere
Chubh gayi toh kya ab dekha jayega
Dil hai toota
Mera main ishq jalakar aa gaya
Dil hai toota
Mera main ishq jalakar aa gaya
Ni sa ga re sa ni sa ga ma pa ma
Pa ga ma re sa ni sa ga re sa ni sa
Aasmaan mein udan hai
Dhadkan dhakdan suroor mein
Ni sa ga re sa ni sa ga ma pa ma
Pa ga ma re sa ni sa ga re sa ni sa
Hai junoon mein sukoon
Ab ye dil yeh dil fitoor mein
Aandhi banke aaya hu
Mera honsla bhi ayyash hai
Na to karvan ki talash hai
Na to karvan ki talash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Na to karvan ki talash hai
Dil hai toota
Aadhi baatein aankhein bole
Aadhi baatein aankhein bole
Baki aadhi khamoshi keh de
Humzubaan ki talaash hai
Na to karvan ki talash hai
Na to karvan ki talash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Mera shauk tera deedaar hai
Ye hi umr bhar ki talaash hai
Dil hai tuta
Mera main ishq jala kar aa gaya
Ni sa ga re sa ni sa ga ma pa ma
Pa ga ma re sa ni sa ga re sa ni sa
Na toh karva ki talaash hai
Ni sa ga re sa ni sa ga ma pa ma
Pa ga ma re sa ni sa ga re sa ni sa
Na to karvan ki talash hai
Na toh humsafar ki talash hai
Read More:
- तुम सामने बैठे रहो Tum Samne Baithe Raho Lyrics – Soumee Sailesh
- सीता राम कहिये Sita Ram Kahiye Lyrics in Hindi – Madhur Sharma
- इश्क अभी बाकी है Ishq Abhi Baaki Hai Lyrics – Alexandra Joy
Frequently Asked Questions (FAQs)
Q1. Aandhi Banke Aaya Hu gaane ke singer kaun hain?
Ans. Is gaane ko Armaan Khan, Shahzad Ali, Shashwat Sachdev, aur Subhadeep Das Chowdhury ne gaya hai.
Q2. Aandhi Banke Aaya Hu kis movie/album ka gaana hai?
Ans. Ye popular song movie/album ‘Dhurandhar 2’ ka hai.
Q3. Aandhi Banke Aaya Hu gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Ans. Iske lyrics Irshad Kamil aur Sahir Ludhianvi ne milkar likhe hain.
Q4. Is gaane mein kaunse actor feature ho rahe hain?
Ans. Aandhi Banke Aaya Hu ke video mein superstar Ranveer Singh feature kar rahe hain.
Q5. Aandhi Banke Aaya Hu kis music label ke under release hua hai?
Ans. Ye gaana Saregama Music label ke dwara release kiya gaya hai.