बातें ये कभी ना Baatein Ye Kabhi Na Lyrics in Hindi – Arijit Singh: The song Baatein Ye Kabhi Na is a soulful romantic track from the 2015 Bollywood movie Khamoshiyan. Beautifully sung by the legendary Arijit Singh, the song features a melodic composition by Jeet Gannguli. The poetic and deep lyrics were penned by Sayeed Quadri, making it a fan favorite for years. Released under the Sony Music India label, this track remains an evergreen masterpiece in the world of Hindi cinema.
Song Credits:
| Feature | Details |
| Song Title | Baatein Ye Kabhi Na |
| Movie | Khamoshiyan |
| Singer(s) | Arijit Singh |
| Music | Jeet Gannguli |
| Lyricists | Sayeed Quadri |
| Music Label | Sony Music India |
Baatein Ye Kabhi Na Lyrics in Hindi:
बातें ये कभी ना तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, भी ये सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
तू जहां जाए महफूज़ हो-x2
दिल मेरा मांगे बस ये दुआ
बातें ये कभी ना तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, ये भी सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
हमदर्द है, हमदम भी है
तू साथ है तो जिंदगी
तू जो कभी दूर रहे
ये हमसे हो जाये अजनबी
तुझसे मोहब्बत करते हैं जो
तुझसे मोहब्बत करते हैं जो
कैसे करें हम उसको बयां
बातें ये कभी ना तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, ये भी सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जागी भी है रोयी भी है
आँखें ये रातों में मेरे
क्यों हर घड़ी मिलके तुझे
लगती रहे बस तेरी कमी
हम तो ना समझे तुम ही कहो
हम तो ना समझे तुम ही कहो
क्यों तुमको पाके तुमसे जुदा
बातें ये कभी ना तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, ये भी सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
Baatein Ye Kabhi Na Lyrics in English:
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahi, bhi yeh sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Tu jahaan jaaye mehfooz ho-x2
Dil mera maange bas ye duaa
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Humdard hai, humdum bhi hai
Tu saath hai toh zindagi
Tu jo kabhi door rahe
Ye humse ho jaaye ajnabi
Tujhse mohabbat karte hain jo
Tujhse mohabbat karte hain jo
Kaise kare hum usko bayaan
Baatein ye kabhi na tu bhulna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaagi bhi hai royi bhi hai
Aankhein ye raaton mein mere
Kyun har ghadi milke tujhe
Lagti rahe bas teri kami
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Kyun tumko paake tumse juda
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Read More:
- इश्क अभी बाकी है Ishq Abhi Baaki Hai Lyrics – Alexandra Joy
- बारी बरसी Baari Barsi Lyrics in Hindi – Dhurandhar The Revenge
- साजन रे Sajan Re Lyrics in Hindi – Nora Fatehi & Badshah
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Baatein Ye Kabhi Na gana kis movie ka hai?
Yeh gana mashhoor Bollywood movie ‘Khamoshiyan’ ka hai.
2. Baatein Ye Kabhi Na kisne gaya hai?
Is khoobsurat gane ko Arijit Singh ne apni awaaz di hai.
3. Baatein Ye Kabhi Na ke lyrics kisne likhe hain?
Is gane ke dildar bol (lyrics) Sayeed Quadri ne likhe hain.
4. Is gane ka music composer kaun hai?
Baatein Ye Kabhi Na ka music Jeet Gannguli ne compose kiya hai.
5. Baatein Ye Kabhi Na kis music label par available hai?
Yeh gana Sony Music India ke official label par release kiya gaya hai.