छाप तिलक Chhaap Tilak Sab Lyrics in Hindi – Paradox: The song Chhap Tilak Sab is a modern reimagining of the classic Sufi kalam, featured in the movie Ginny Weds Sunny 2. Starring Avinash Tiwary and Medha Shankr, this track is brought to life by the soulful vocals of Heer and dynamic verses by Paradox, who also serves as the rapper. The music is composed by Heer and Amaan Noor. While the timeless original lyrics belong to Amir Khusro, the contemporary lyrics and rap are written by Amaan Noor, released under the Sony Music India label.
Song Credits:
| Feature | Details |
| Song Title | Chhap Tilak Sab |
| Movie | Ginny Weds Sunny 2 |
| Featuring | Avinash Tiwary & Medha Shankr |
| Singer(s) | Heer, Paradox |
| Rapper | Paradox |
| Music | Heer, Amaan Noor |
| Lyrics | Amir Khusro |
| Lyrics & Rap written by | Amaan Noor |
| Music Label | Sony Music India |
Chhaap Tilak Sab Lyrics in Hindi:
चैन-वैन सब छीन लिया, छीनी मोरी निंदिया
लाली सुरमा खिल सा गया और चमकी मोरी बिंदिया
सैंया जी हैं आज पधारे सर पे सेहरा सजाइके
रोको ना मुझे, टोको ना मैं नाचूं कमरिया हिलाइके
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
नैना मिलाइके, नैना मिलाइके
मोहे सुहागन कर दीनी रे मोसे नैना मिलाइके
सैंया जी ने एक नजर में घायल दिल कर डाला
सुबह-शाम बस उनके नाम की जपे तू अब तो माला
हाय रे अपने प्रेम का तुम पर बुना रे ऐसा जाला
हाय रे कट्टर आशिक से पड़ गया रे तुमरा पाला
तुम्हरी सुरतिया पे मर गए
प्रेम की मूरतिया पे मर गए
कहीं खो न दें तुमको जानम
ये सोच कर ही डर गए
तुम्हरा फेस मारे शाइन
तू तो जैसे गोल्ड माइन
सैंया मनमानी करते हैं
बातें तूफानी करते हैं
देखो ना इस दीवानी को
सैंया मस्तानी करते हैं
उनको कैसे ये बतलाएं
उनको कैसे ये बतलाएं
हम कितना उनपे मरते हैं
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
नैना मिलाइके, नैना मिलाइके
मोहे सुहागन कर दीनी रे मोसे नैना मिलाइके
तूने भी तो जाने-जां मेरा चैन-वैन सब छीना
जबसे तुझको देखा है बड़ा मुश्किल हुआ है जीना
अरे तेरे नशे में रहता हूँ अब और नहीं कुछ पीना
तेरी सुंदरता को देखकर भाई छूटे मेरा पसीना
अब तो आके मेरी बाहों में समा जा
लेके आया मैं बारात बैंड-बाजा
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके
नैना मिलाइके, नैना मिलाइके
मोहे सुहागन कर दीनी रे मोसे नैना मिलाइके
Chhaap Tilak Sab Lyrics in English:
Chain wain sab chhin liya chhini mori nindiya
Laali surma khil sa gaya aur chamki mori bindiya
Saiyan ji hain aaj padhare sar pe sehra sajaike
Roko na mujhe toko na main nachun kamariya hilaike
Chhaap tilak sab
Chhaap Tilak sab
Chhaap Tikal sab cheeni re mose naina milaike
Chhaap Tikal sab cheeni re mose naina milaike
Naina milaike naina milaike
Mohe suhaagan kar deeni re mose naina milaike
Saiyan ji ne ek najar mein ghayal dil kar daala
Subho shaam bas unke naam ki jape tu ab to maala
Haaye re apne prem ka tumpar buna re aisa jaala
Haaye re kattar aashiq se pad gaya re tumra paala
Tumhri suratiya pe mar gaye
Prem ki muratiya pe mar gaye
Kahin kho na de tumko jaanam
Ye soch Kar hi darr gaye
Tumhra face maare shine
Tu to jaise gold mine
May you always be happy you are ten out of nine
Saiyan manmaani karte hain
Baatien toofani karte hain
Dekho na is deewani ko
Saiyaan mastani karte hain
Unko kaise ye batlaayein
Unko kaise ye batlaayein
Hum kitna unpe marte hain
Chhaap tilak sab
Chhaap Tilak sab
Chhaap tilak sab cheeni re mose naina milaike
Chhaap tikal sab cheeni re mose naina milaike
Naina milaike naina milaike
Mohe suhaagan kar deeni re mose naina milaike
Tune bhi to jaane jaan mera chain wain sab cheena
Jabse tujhko dekha hai bada mushkil hua hai jeena
Arey tere nashe mein rehta hoon ab aur nahi kuch peena
Teri sundarta ko dekhke bhai chhute mera paseena
Abto aake meri baahon mein sama ja
Leke aaya main baraat band baaja
Chhaap tilak sab
Chhaap Tilak sab
Chhaap Tikal sab cheeni re mose naina milaike
Chhaap Tikal sab cheeni re Mose naina milaike
Naina milaike naina milaike
Mohe suhaagan kar deeni re mose naina milaike
Read More:
- बातें ये कभी ना Baatein Ye Kabhi Na Lyrics in Hindi – Arijit Singh
- बारी बरसी Baari Barsi Lyrics in Hindi – Dhurandhar The Revenge
- आँधी बनके आया हूँ Aandhi Banke Aaya Hu Lyrics in Hindi – Ranveer Singh
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Chhap Tilak Sab gana kis movie ka hai?
Yeh gana 2026 ki movie ‘Ginny Weds Sunny 2’ ka hai.
2. Is gane ko kisne gaya hai?
Is gane ko Heer aur Paradox ne milkar gaya hai.
3. Chhap Tilak Sab mein rap kisne kiya hai?
Is gane mein Paradox ne rap kiya hai aur rap ke lyrics Amaan Noor ne likhe hain.
4. Is gane ke original lyrics kisne likhe hain?
Is gane ke mool (original) lyrics Hazrat Amir Khusro ke hain.
5. Gane ki star cast mein kaun hai?
Is gane ke video mein Avinash Tiwary aur Medha Shankr feature kar rahe hain.