भीगी भीगी Bheegi bheegi Raaton Mein Hindi Lyrics – Ajnabee

भीगी भीगी रातों में Bheegi bheegi Raaton Mein Hindi Lyrics – Ajnabee (1974): Starring Rajesh Khanna and Zeenat Aman. BHeegi bheegi Raaton Mein song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar and composed by R D Burman. This Romantic song are written by Anand Bakshi.

Song Credits:

DetailDescription
Song TitleBheegi Bheegi Raaton Mein
MovieAjnabee (1974)
Singer(s)Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music DirectorR. D. Burman
LyricsAnand Bakshi
Music LabelSaregama

Bheegi bheegi Raaton Mein Hindi Lyrics:

भीगी भीगी रातों में
मीठी मीठी बातों में
ऐसी बरसात में
कैसा लगता है हाँ

ऐसा लगता है तुम बनके बदल
मेरे बदन को भीगो के मुझे
छेड रहे हो, ओ छेड रहे हो-x2

अंबर खेले होली, उई मां
भीगी मोरी चोली, हमजोली हमजोली-x2
ओ पानी के इस रेले में
सावन के इस मेले में
छत पे अकेले में
कैसा लगता है?

ऐसा लगता है तुम बनके घाट
अपने सजन को भीगो के खेल
खेल रही हो, खेल रही हो
ऐसा लगता है तुम बनके बदल
मेरे बदन को भीगो के मुझे
छेड रहे हो, ओ छेड रहे हो

बरखा से बच्चा लूं
तुझे देखे से लगा लूं
आ चुपा लूं, आ चुपा लू-x2

दिल ने पुकारा देखो
रूट का इशारा देखो
उफ्फ ये नजर देखो
कैसा लगता है, बोलो?

ऐसा लगता है कुछ हो जाएगा
मस्त पवन के ये झोके सइंया
देख रहे हो, देख रहे हो

ऐसा लगता है तुम बनके बदल
मेरे बदन को भीगो के मुझे
छेड रहे हो, ओ छेड रहे हो

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics in Romanized:

Bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Aisi barsaat mein
Kaisa lagta hai, haan

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, o chhed rahe ho
Chhed rahe ho, o chhed rahe ho

Ambar khele Holi, ui maa
Bheegi mori choli, humjoli humjoli
Ambar khele Holi, ui maa
Bheegi mori choli, humjoli humjoli

O paani ke is rele mein
Saawan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagta hai?

Aisa lagta hai tum banke ghat
Apne sajan ko bhigo ke khel
Khel rahi ho, khel rahi ho

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, o chhed rahe ho

Barkha se bacha loon
Tujhe seene se laga loon
Aa chhupa loon, aa chhupa loon
Barkha se bacha loon
Tujhe seene se laga loon
Aa chhupa loon, aa chhupa loon

Dil ne pukaara dekho
Rut ka ishaara dekho
Uff ye nazar dekho
Kaisa lagta hai, bolo?

Aisa lagta hai kuch ho jaayega
Mast pawan ke ye jhonke saiyyan
Dekh rahe ho, dekh rahe ho

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, o chhed rahe ho

Bheegi Bheegi Raaton Mein – FAQ

1. Bheegi Bheegi Raaton Mein gaane ke singers kaun hain?
Is evergreen romantic gaane ko legendary duo Kishore Kumar aur Lata Mangeshkar ne gaaya hai.

2. Ye gaana kis film ka hissa hai?
Ye iconic gaana 1974 ki superhit film Ajnabee ka hai, jisme Rajesh Khanna aur Zeenat Aman ne acting ki hai.

3. Is gaane ka music kisne compose kiya hai?
Bheegi Bheegi Raaton Mein ka music mashhoor composer R. D. Burman (Pancham Da) ne taiyar kiya hai.

4. Is gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Is gaane ke lyrics Anand Bakshi ne likhe hain.

5. Kya is gaane ka koi remix bhi aaya hai?
Ji haan, is gaane ke kayi remix versions aaye hain, lekin 1974 ka original version aaj bhi sabse zyada lokpriya hai.

Play

Scroll to Top