हाथों में मेरे तेरा Haathon Mein Mere Tera Hindi Lyrics – Gaurav Mali: Starring Ehan Bhat and Edilsy Vargas. This romantic heart touching song is sung by Gaurav Mali and Raj Nandini Sharma and composed by Shaurya Kamal while the lyrics are written by Nithin Mengji & presenting by the Music World.
Song Credits:
| Detail | Description |
| Song Title | Haathon Mein Mere Tera Haath Ho |
| Singer(s) | Gaurav Mali, Raj Nandini Sharma |
| Music Director | Shaurya Kamal |
| Lyrics | Nithin Mengji |
| Music Label | Music World |
See also: प्यार किया तो निभाना Pyar Kiya To Nibhana Hindi Lyrics – Major Saab
Haathon Mein Mere Tera Hindi Lyrics:
तुम दूर कभी जाओगे नहीं
आज ये वादा करो
तुम पास मेरे ही रहोगे सदा
आज ये वादा करो
हाथो में मेरे तेरा हाथ हो
चाहे दिन हो या रात हो
आँखों में मेरा तेरा ख्वाब हो
चाहे दिन हो या रात हो
लबों पे मेरे तेरी बात हो
हरदम ही तेरा नाम हो
हाथो में मेरे तेरा हाथ हो
चाहे दिन हो या रात हो
हाथो में मेरे तेरा ख्वाब हो
चाहे दिन हो या रात हो हम्म…
ऐसा कोई भी पल ना हो
जिसमें मेरे संग तुम ना हो
ऐसा कोई भी दिन ना हो
जो तेरे साथ ना गुज़रा हो
ऐसी कोई मुलाकात ना हो
जब कोई बरसात ना हो
ऐसी कोई मंज़िल भी ना हो
जिसमें तू हमसफ़र ना हो
लबों पे मेरे तेरी बात हो
हरदम ही तेरा नाम हो
हाथो में मेरे तेरा हाथ हो
चाहे दिन हो या रात हो
हाथो में मेरे तेरा ख्वाब हो
चाहे दिन हो या रात हो
आँखों को मेरी, ख्वाइशें है तेरी
धड़कनों में मेरी, साँसें है तेरी
तुम मिले जो मुझे, मिल गई जिंदगी
पा लिया तुमको, तो मिल गई हर खुशी
नाता ये दिल से दिल का
चलता रहे उम्र भारी
हाथो में मेरे तेरा हाथ हो
चाहे दिन हो या रात हो
हाथो में मेरे तेरा ख्वाब हो
चाहे दिन हो या रात हो
Haathon Mein Mere Tera Lyrics in Romanized:
Tum door kabhi jaaoge nahin
Aaj ye vaada karo
Tum paas mere hi rahoge sada
Aaj ye vaada karo
Haathon mein mere tera haath ho
Chaahe din ho ya raat ho
Aankhon mein mera tera khwaab ho
Chaahe din ho ya raat ho
Labon pe mere teri baat ho
Hardam hi tera naam ho
Haathon mein mere tera haath ho
Chaahe din ho ya raat ho
Haathon mein mere tera khwaab ho
Chaahe din ho ya raat ho… hmm
Aisa koi bhi pal na ho
Jismein mere sang tum na ho
Aisa koi bhi din na ho
Jo tere saath na guzra ho
Aisi koi mulaaqaat na ho
Jab koi barsaat na ho
Aisi koi manzil bhi na ho
Jismein tu humsafar na ho
Labon pe mere teri baat ho
Hardam hi tera naam ho
Haathon mein mere tera haath ho
Chaahe din ho ya raat ho
Haathon mein mere tera khwaab ho
Chaahe din ho ya raat ho
Aankhon ko meri khwaahishein hain teri
Dhadkanon mein meri saansein hain teri
Tum mile jo mujhe, mil gayi zindagi
Paa liya tumko, to mil gayi har khushi
Naata ye dil se dil ka
Chalta rahe umr bhaari
Haathon mein mere tera haath ho
Chaahe din ho ya raat ho
Haathon mein mere tera khwaab ho
Chaahe din ho ya raat ho
Haathon Mein Mere Tera Haath Ho – FAQ
1. Haathon Mein Mere Tera Haath Ho gaane ke singers kaun hain?
Is khoobsurat duet ko Gaurav Mali aur Raj Nandini Sharma ne gaaya hai.
2. Is gaane ka music kisne compose kiya hai?
Is track ka music Shaurya Kamal dwara compose kiya gaya hai.
3. Haathon Mein Mere Tera Haath Ho ke lyrics kisne likhe hain?
Is gaane ke lyrics Nithin Mengji ne likhe hain.
4. Ye gaana kis music label par release hua hai?
Ye song Music World ke official music label par available hai.
5. Kya Gaurav Mali aur Raj Nandini ka ye pehla collaboration hai?
Gaurav Mali aur Raj Nandini Sharma ki jodi is romantic track mein kafi pasand ki ja rahi hai, jo ki unke behtareen collaborations mein se ek hai.

