तू बोले जब तलक Tu Bole Jab Talak Lyrics – Cocktail 2: Get ready to hit the dance floor with the latest chart-buster, “Tu Bole Jab Talak,” from the highly anticipated film Cocktail 2. This vibrant track features an electrifying ensemble cast, bringing together the charisma of Shahid Kapoor alongside the stunning Kriti Sanon and Rashmika Mandanna.
Composed by the legendary Pritam Chakraborty with soulful yet peppy vocals by Arijit Singh and Akasa, the song boasts clever, catchy lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. Released under Universal Music India, it’s a modern anthem that perfectly captures the movie’s high-energy vibe.
Song Credits:
| Field | Details |
| Song Title | Tu Bole Jab Talak |
| Movie | Cocktail 2 |
| Featuring | Shahid Kapoor, Kriti Sanon & Rashmika Mandanna |
| Singer(s) | Arijit Singh & Akasa |
| Music Director | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Music Label | Universal Music India |
Tu Bole Jab Talak Lyrics in Hindi:
[MUKHDA]
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक-x2
[ANTARA -1 ]
है थोड़ा बेसुरा पर दिल में ताल है
इसको हम नाचने से
टोकें कब तलक
[MUKHDA]
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक-x2
[ANTARA – 2]
नच्चाँ आज मैं शुकर मना के
सोणे यार तों नज़रें मिला के
मैनू लोड़ किसे दी कोई ना
सारे जग दी लाज भुला के
[ANTARA -3]
चल मूड बना के सूफ़ी
थोड़ी कर लें बेवकूफ़ी
चूल्हे में जाये मितरा
दुनिया भर की मसरूफ़ी
पैरों को पर लगने से रोकें कब तलक
[MUKHDA]
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक-x2
[ANTARA – 4]
वे रान्झा आग है जितनी इधर लगी
तू भी मान ले दुगनी उधर लगी
दोनों दिल ही बराबर झुलस गये
फेर.. जाण दे कितनी किधर लगी
[ANTARA – 5]
अज यार दे करके सदक़े
मैंने प्याले प्याले गटके
चल देखें दिल पटरी से
आख़िर कब तक ना भटके
देंगे भी दूजे को धोखे कब तलक..
[MUKHDA]
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
[ANTARA -6]
बहकी जवानियाँ जैसे बारूद हैं
देखें उठते नहीं हैं
शोले कब तलक
[MUKHDA]
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
मैं नाचूँ तब तलक
तू बोले जब तलक
Tu Bole Jab Talak Lyrics in English:
[MUKHDA]
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak -x2
[ANTARA -1 ]
Haan thoda besura par dil mein taal hai
Isko hum naachne se
Toke kab talak
[MUKHDA]
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak -x2
[ANTARA – 2]
Nachha aaj mein shukar mana ke
Sone yaar toh nazarein mila ke
Mainu load kise di koi naa
Saare jag di laaz bhulake
[ANTARA -3]
Chal mood banake sufi
Thodi kar le bewkoofi
Chulhein mein jayein mitra
Duniya bhar ki sasroofi
Pairo ko par lagane se roke kab talak
[MUKHDA]
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak -x2
[ANTARA – 4]
Ve ranjha aag hai jitni idhar lagi
Tu bhi maan le dugani udhar lagi
Dono dil hi barabar jhulas gayein
Pher jaan de kitni kidhar lagi
[ANTARA – 5]
Aaj yaar de karke sadake
Maine pyaale pyaale gatake
Chal dekhein dil patari se
Aakhir kaha tak naa bhatake
Dene bhi duze ko dhoke kab talak…!!!
[MUKHDA]
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
[ANTARA -6]
Bahki jawaniyan jaise barood hai
Dekhein uthate nahi hai
Shole kab talak
[MUKHDA]
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Main naachu tab talak
Tu bole jab talak
Read More:
- ख्वाब देखूं Khwaab Dekhoon Lyrics in Hindi – Ek Din & Arijit Singh
- हीर रांझा Main Tera Ranjha Ban Gaya Lyrics – Harjeet Deewana
- चाँद मेरा दिल Chand Mera Dil Lyrics in Hindi – Faheem Abdullah
- बहके यार Rehna Hai Behke Behke Yaar Lyrics in Hindi – Arijit Singh
Frequently Asked Questions (FAQ):
Q1: Tu Bole Jab Talak gaane ke singer kaun hain?
Ans: Tu Bole Jab Talak gaane ko Arijit Singh aur Akasa ne apni aawaz di hai.
Q2: Tu Bole Jab Talak kis film ka gaana hai?
Ans: Yeh gaana aane wali Bollywood film ‘Cocktail 2’ ka hai.
Q3: Is gaane mein kaun se actors feature kar rahe hain?
Ans: Is gaane mein Shahid Kapoor, Kriti Sanon aur Rashmika Mandanna mukhya bhumikaon mein hain.
Q4: Tu Bole Jab Talak gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Ans: Is gaane ke dilchasp lyrics Amitabh Bhattacharya dwara likhe gaye hain.
Q5: Is gaane ka music composer kaun hai?
Ans: Tu Bole Jab Talak ka music Pritam Chakraborty ne compose kiya hai.