तुम पे आते-आते Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya Lyrics – Harsh Veer Indi: The new romantic track “Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya” is a soulful release under the Panorama Music label. This melodic song features a charming onscreen pairing of Manish Goel and Varsha Pant. The music, heart-touching lyrics, and male vocals are all masterfully crafted by Harsh Veer Indi, who is joined by singer Rubai to create a beautiful duet. It is a must-listen for those who appreciate deep, lyrical romance.
Song Credits:
| Feature | Details |
| Song Title | Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya |
| Featuring | Manish Goel & Varsha Pant |
| Singer | Harsh Veer Indi & Rubai |
| Lyrics | Harsh Veer Indi |
| Music Composer | Harsh Veer Indi |
| Music Label | Panorama Music |
| Genre | Romantic |
Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya Lyrics in Hindi:
[अंतरा 1]
ख्यालों में मेरे रोज आते हो
सच में जरा आओ ना
मिलने का हमसे करते हो वादा
उसको सदा तुम निभाओ ना
तुम मेरे हो मेरे तुमसे दिल कह रहा
दूरिया तुमसे अब ना सेह रहा
दुनिया की बातें छोड़ तू
मुझे भा गया
[मुखड़ा]
तुम पे आते-आते
हमको प्यार आ गया
एक बार नहीं अब हर बार आ गया
तुम पे आते-आते
हमको प्यार आ गया
एक बार नहीं अब हर बार आ गया
[अंतरा 2]
आंखें तुम्हारी बहुत पढ़ी मैंने
कर दो बयां तुझे लब से जरा-
इतनी भी जल्दी क्या हो रही तुझको
क्यों खो रहा है सबर तेरा
बेकरारी मेरी है बढ़ती जा रही है
जहनो जहन में जब से तू छ गया
[मुखड़ा]
तुम पे आते-आते
हमको प्यार आ गया
एक बार नहीं अब हर बार आ गया
तुम पे आते-आते
हमको प्यार आ गया
एक बार नहीं अब हर बार आ गया
Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya Lyrics in English:
[Antra 1]
Khayalo mein mere roj aatein ho
Sach mein jara aao naa
Milne ka humse karte ho wada
Usko sada tum nibhao naa
Tum mere ho mere tumse dil kahein raha
Dooriya tumse ab naa seh raha
Duniya ki baatein chhod tu
Mujhe bhaa gaya
[Mukhda]
Tum pe aate – aate
Humko pyaar aa gaya
Ek baar nahi ab har bar aa gaya
Tum pe aate – aate
Humko pyaar aa gaya
Ek bar nahi ab har bar aa gaya
[Antra 2]
Aankhein tumhari bahut padhi maine
Kar do baya tujhe lab se jara
Itni bhi jaldi kya ho rahi tujhko
Kyon kho raha hai sabar tera
Bekrari meri hai badhti jaa rahi hai
Jahno jahan mein jab se tu chha gaya
[Mukhda]
Tum pe aate – aate
Humko pyaar aa gaya
Ek baar nahi ab har bar aa gaya
Tum pe aate – aate
Humko pyaar aa gaya
Ek bar nahi ab har bar aa gaya
Read More:
- रख लो ना दिल के पास Rakh Lo Na Dil Ke Pass Lyrics – Amarjeet JaikaR
- हर दिल में हिंदुस्तान Har Dil Mein Hindustan Lyrics – Nagarjun
- तेरे लिए मंदिर जाऊं Tere Liye Mandir Jaaun Lyrics – Navjot Ahuja
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. “Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya” gaane ke singers kaun hain?
Is romantic track ko Harsh Veer Indi aur Rubai ne milkar gaya hai.
2. Is song ke music video mein kaun nazar aa raha hai?
Is gaane ke music video mein Manish Goel aur Varsha Pant feature kar rahe hain.
3. Is gaane ka music aur lyrics kisne taiyaar kiya hai?
Is song ka music aur lyrics dono hi Harsh Veer Indi dwara taiyaar kiye gaye hain.
4. Yeh gaana kis music label se release hua hai?
Yeh gaana Panorama Music ke official YouTube channel aur platforms par release kiya gaya hai.
5. Kya “Tum Pe Aate Aate Pyar Aa Gaya” ek romantic song hai?
Ji haan, yeh ek khubsoorat Romantic / Indie Pop genre ka gaana hai.