तुम समझ जाना Tum Samajh Jaana Lyrics – Naheem Saifi: The song “Tum Samajh Jaana” is a soulful and emotionally resonant track, beautifully performed by the talented Naheem Saifi. This track showcases Naheem Saifi’s versatile artistry, as he has not only lent his melodious voice to the song but also penned the heartfelt lyrics and composed the music himself. Released under his own music label, Naheem Saifi, this song captures deep sentiments and is a must-listen for fans of contemporary independent music.
Song Credits:
| Feature | Details |
| Song Title | Tum Samajh Jaana |
| Singer(s) | Naheem Saifi |
| Music | Naheem |
| Lyrics | Naheem Saifi |
| Music Label | Naheem Saifi |
Tum Samajh Jaana Lyrics in Hindi:
कभी कभी दिल करता है
सब कुछ तुमसे कह दूँ मैं
पर फिर खुद ही रुक जाता हूँ
शायद तुम समझ लो बिना कहे
मैं वैसे ज़्यादा बोलता नहीं
बातों में थोड़ा कम हूँ मैं
पर जब तुम सामने होती हो
खुद से ज़्यादा तुम्हारा हूँ मैं
शायद लफ़्ज़ों की ज़रूरत नहीं
शायद ख़ामोशी काफ़ी है
अगर आँखों में
थोड़ा सा ठहराव दिखे
तुम समझ जाना
मैं तुम्हें देख रहा हूँ
अगर बातों में
थोड़ी सी नरम ख़ामोशी हो
तुम समझ जाना
मैं तुमसे मोहब्बत कर रहा हूँ
तुम्हें पता है प्यार शायद
वो नहीं जो दुनिया देखे
प्यार तो वो है चुपके से
जो दिल किसी के नाम लिखे
कभी दुआओं में
तेरा ज़िक्र आ ही जाता है
और हर एक ख़ामोश पल
तेरा एहसास दिलाता है
और अगर कभी
मैं कह ना पाऊँ
तो बस इतना याद रखना
मेरे हर “ठीक हूँ” के अंदर
थोड़ा सा तुम रहते हो
अगर आँखों में
थोड़ा सा ठहराव दिखे
तुम समझ जाना
मैं तुम्हें देख रहा हूँ
अगर बातों में
थोड़ी सी नरम ख़ामोशी हो
तुम समझ जाना
मैं तुमसे मोहब्बत कर रहा हूँ
Tum Samajh Jaana Lyrics in English:
Kabhi kabhi dil karta hain
Sab kuch tumse keh du main
Par phir khud hi ruk jata hoon
Shayad tum samjh lo bina kahein
Main vaise jyda bolta nahin
Baaton mein thoda kam hoon main
Par jab tum samne hoti ho
Khud se jyda tumhra hoon main
Shayda lafzon ki jarurat nahin
Shayda khamoshi kafi hai
Agar aankhon mein
Thoda sa theharav dikhein
Tum samjh jana
Main tumhein dekh raha hoon
Agar baaton mein
Thodi si narm khamoshi ho
Tum samjh jana
Main tumse mohobbat kar raha hoon
Tumhein pata hai pyarr shayd
Wo nahi jo duniya dekhein
Pyaar to wo hai chupkke se
Jo dil kisi ke naam likhein
Kabhi duao mein
Tera jikar aa hi jaata hai
Aur har ek khamosh pal
Tera ehsaas dilata hai
Aur agar kabhi
Main kahein naa paaun
To bas itna yaad rakhna
Mere har thik hoon ke andar
Thoda sa tum rahtein ho
Agar aankhon mein
Thoda sa thehrav dikhein
Tum samjh lena
Main tumhein dekh raha hoon
Agar baaton mein
Thodi si naram khamoshi ho
Tum Samjh jaana
Main tumse mohobbat kar raha hoon
Read More:
- छाप तिलक Chhaap Tilak Sab Lyrics in Hindi – Paradox
- बातें ये कभी ना Baatein Ye Kabhi Na Lyrics in Hindi – Arijit Singh
- बारी बरसी Baari Barsi Lyrics in Hindi – Dhurandhar The Revenge
Frequently Asked Questions (FAQ)
1. Tum Samajh Jaana gana kisne gaya hai?
Is gane ko Naheem Saifi ne apni awaaz di hai.
2. Tum Samajh Jaana gane ke lyrics kisne likhe hain?
Is gane ke dildar bol (lyrics) Naheem Saifi dwara likhe gaye hain.
3. Is gane ka music kisne compose kiya hai?
Tum Samajh Jaana ka music Naheem ne compose kiya hai.
4. Tum Samajh Jaana kis music label ke under release hua hai?
Yeh gana Naheem Saifi music label ke official banner tale release hua hai.
5. Kya yeh gana 2026 ka latest release hai?
Ji haan, yeh Naheem Saifi ka ek behtareen latest track hai.