हमें तुमसे प्यार कितना Hume Tumse Pyar Kitna Lyrics – Kudrat: Starring Rajesh Khanna and Hema Malini. Hume Tumse Pyar Kitna song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar and composed by R D Burman. This Romantic song are written by Majrooh Sultanpuri. Our team is sharing the lyrics of Hume Tumse Pyar Kitna Song through this article so that you can remember the lyrics of the song without any error.
Song Credits:
| Detail | Description |
| Song Title | Hume Tumse Pyar Kitna |
| Movie | Kudrat (1981) |
| Singer | Kishore Kumar |
| Music Director | R. D. Burman |
| Lyrics | Majrooh Sultanpuri |
| Music Label | Saregama |
हमें तुमसे Hume Tumse Pyar Kitna Lyrics in Hindi:
हमे तुमसे कितना प्यार है पारो
ये तो हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार कितना
ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना-x2
हमें तुमसे प्यार
सुना गम जुदाई का उठाते हैं लोग
जाने ज़िन्दगी कैसे बिताते हैं लोग
दिन भी यहाँ तो लगे बरस के समान
हमें इतेज़ार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार…
तुम्हें कोई और देखे तो जलता है दिल
बड़ी मुश्किलों से फिर संभलता है दिल
क्या क्या जतन करते हैं तुम्हें क्या पता
ये दिल बेक़रार कितना ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार कितना
ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना
हमें तुमसे प्यार
Kishore Dada Related More SonG:
- तेरे बिना जिंदगी से Tere Bina Zindagi Se Koi Hindi Lyrics – Aandhi
- भीगी भीगी Bheegi bheegi Raaton Mein Hindi Lyrics – Ajnabee
- हमें तुमसे प्यार कितना Hume Tumse Pyar Kitna Hindi Lyrics – Kudrat
Hume Tumse Pyar Kitna Lyrics – Kudrat:
Hume tumse pyar kitna
Yeh hum nahin jante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hume tumse pyar kitna
Yeh hum nahin jante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hume tumse pyar..
Suna gum judaai ka uthate hai log
Jaane zindagi kaise bitate hai log
Din bhi yahan to lage baras ke saman
Hume intezaar kitna yeh hum nahin jante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hume tumse pyar..
Tumhe koi aur dekhe to jalta hai dil
Badi mushkilon se phir sambhalta hai dil
Kya kya jatan karte hai tumhe kya pata
Yeh dil bekaraar kitna yeh hum nahin jante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hume tumse pyar kitna
Yeh hum nahin jante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hume tumse pyar..
Hume Tumse Pyar Kitna – FAQ
1. Hume Tumse Pyar Kitna gaane ke singer kaun hain?
Is evergreen classic gaane ko legendary singer Kishore Kumar ne gaaya hai.
2. Ye gaana kis movie ka hai?
Ye gaana 1981 ki film Kudrat se hai, jisme Rajesh Khanna aur Hema Malini lead role mein the.
3. Hume Tumse Pyar Kitna ka music kisne diya hai?
Iska behtareen music R. D. Burman (Pancham Da) ne compose kiya hai.
4. Is gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Hume Tumse Pyar Kitna ke dil ko chhu lene waale lyrics Majrooh Sultanpuri ne likhe hain.
5. Kya is gaane ka koi male/female version bhi hai?
Ji haan, film mein iske do version hain—ek Kishore Kumar dwara gaaya gaya hai aur dusra Parveen Sultana dwara gaaya gaya ek classical version hai.