क्या कहना Kya Kehna Hindi Lyrics – Ustaad Rahat Fateh Ali khan

क्या कहना Kya Kehna Hindi Lyrics – Ustaad Rahat Fateh Ali khan: Featuring Affan Malik, Alishba Anjum & Alishba Annum. Kya Kehna song is sung by Rahat Fateh Ali Khan and composed by Karman Akhtar while the lyrics are written by Mujtaba Sunny & presenting by Desi Beats Records.

Song Details:

DetailDescription
Song TitleKya Kehna
Singer(s)Rahat Fateh Ali Khan
Music DirectorKarman Akhtar
LyricsSMujtaba Sunny
Music LabelDesi Beats Records

Kya Kehna Hindi Lyrics:

किसी की बस जरा सी
बेवफाई…. मार देती है
मोहब्बत में…. ना सोचा था जुदाई मार देती है

क्या कहना सब मुनासिब था
समझ लेते ना आखों से-x2
के दस्तक दे रहे आसूं तेरे दिल के दरीचों से
के खुशफ़हमी ना जाने क्यों
मेरा सब कुछ तुम्ही से है
पलट कर तुम ही ना देखो
यकीनन फिर कमी सी है
उलझ कर भी मिला कुछ ना मुझे अपने नसीबों से
जो तुम ही ना हुए अपने
क्या लेना फिर रकीबों से

है रोना उम्र भर मैंने
जुदा हस के किया तूने
वफ़ा की बात करते थे दिया कैसा दगा तूने
हुए आदि तुम्हारे जो
मोहब्बत छोड़ दी तूने
मगर ये याद करते हैं जुदाई हम निभाएंगे
किसी पे मरके भी जीते हैं
कैसे ये दिखाएंगे
दिए भी तो दिए कैसे ये तुमने जख्म काटों से
फ़क़त तुझको ही दिखने है हुआ कुछ ना तबीबों से

किया था इस्तिखारा तो
तेरी उल्फत को देखा था
मैं सीधा इश्क़ पे पंहुचा मोहब्बत को ना देखा था
कनारे पर लगा कर क्यों
कनारे हम से कर बैठे
तकाजे तेरी चाहत के अधूरे थे तो कह देते
यूँ जाना छोड़ कर तेरा
युहीं चुपचाप सह लेते
ना होते दरबदर तुझमे ना होते हम मसीरों से
लिखा था साथ बस इतना
समझ लेते लकीरों से
क्या कहना सब मुनासिब था समझ लेते ना आखों से

Kya Kehna Lyrics in Romanized:

Kisi ki bas zara si
Bewafai… maar deti hai
Mohabbat mein… na socha tha judaai maar deti hai

Kya kehna sab munaasib tha
Samajh lete na aankhon se
Kya kehna sab munaasib tha
Samajh lete na aankhon se
Ke dastak de rahe aansu tere dil ke dareechon se
Ke khushfahmi na jaane kyon
Mera sab kuch tumhi se hai
Palat kar tum hi na dekho
Yaqeenan phir kami si hai

Ulajh kar bhi mila kuch na
Mujhe apne naseebon se
Jo tum hi na hue apne
Kya lena phir raqeebon se
Hai rona umr bhar maine
Juda hans ke kiya tune
Wafa ki baat karte the
Diya kaisa daga tune

Hue aadi tumhare jo
Mohabbat chhod di tune
Magar ye yaad karte hain
Judaai hum nibhaayenge
Kisi pe marke bhi jeete hain
Kaise ye dikhaayenge

Diye bhi to diye kaise
Ye tumne zakhm kaanton se
Faqat tujhko hi dikhne hai
Hua kuch na tabeebon se

Kiya tha istikhara to
Teri ulfat ko dekha tha
Main seedha ishq pe pahuncha
Mohabbat ko na dekha tha

Kinaare par laga kar kyon
Kinaare hum se kar baithe
Takaaze teri chahat ke
Adhoore the to keh dete
Yun jaana chhod kar tera
Yuhin chupchaap seh lete

Na hote darbadar tujh mein
Na hote hum maseeron se
Likha tha saath bas itna
Samajh lete lakeeron se

Kya kehna sab munaasib tha
Samajh lete na aankhon se

More Latest Hindi SonG:

Frequently Asked Questions (FAQ)

1. Kya Kehna gaane ke singer kaun hain?
Kya Kehna gaane ko mashhoor singer Rahat Fateh Ali Khan ne gaaya hai.

2. Kya Kehna song ka music kisne diya hai?
Is gaane ka music Karman Akhtar dwara compose kiya gaya hai.

3. Kya Kehna gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Is song ke lyrics SMujtaba Sunny ne likhe hain.

4. Kya Kehna kis music label ke under release hua hai?
Ye gaana Desi Beats Records music label ke official channel par release hua hai.

5. Kya Rahat Fateh Ali Khan ka ye naya gaana hai?
Ji haan, Desi Beats Records ke saath Rahat Fateh Ali Khan ka ye ek behtareen naya track hai.

Kya Kehna (Zaroori Tha 2) – Rahat Fateh Ali Khan:

Play

Scroll to Top