तू ओस बनके Tu Os Banke Meri Hindi Lyrics – Saurabh Gangal

तू ओस बनके Tu Os Banke Meri Hindi Lyrics – Saurabh Gangal: Featuring Sana Khan & Bhavin Bhanushali. This heart touching song is sung by Saurabh Gangal and music beat given by Vikrant Bhartiya while the lyrics are written by Iqbal Salik and presenting by Zee Music CompanY.

Song Credits:

DetailDescription
Song TitleTu Os Banke Meri
SingerSaurabh Gangal
Music DirectorVikrant Bhartiya
LyricsIqbal Salik
Music LabelZee Music Company

Tu Os Banke Meri Hindi Lyrics:

तू ओस बनके मेरी
पलकों पे ठहर जाना
मैं बूंद बनके तेरे एहसास को छू लूँगा
तू प्यास बनके मेरे
होंठो पे सफर करना
मैं धुप बनके तेरी किरणों में बेह लूँगा

जिस्म हैं तू मेरा मैं तेरी परछाई
दूर तूने की हैं मेरी ये तन्हाई
धड़कनो में मेरी बस
तेरी आवाज़ें हैं
आँखों की जज़ीरों में
तेरी परवाज़े हैं तेरी परवाज़े हैं
तू छाँव सी दिल को
ठंडक देते रेहना
मैं धुप बनके तेरी किरणों में बेह लूँगा
तू ओस बनके मेरी
पलकों पे ठहर जाना
मैं बूंद बनके तेरे एहसास को छू लूँगा

रंग तेरे खिलते हैं
सुबह की पहली किरण में
कुछ पल ठेहरु तेरे खुसबू जैसे बदन में
तू ही तू मिलता है
ख्वाबों की ताबीरों में
आ तुझको लिखवा लू मैं
हाथों की लकीरों में, हाथों की लकीरों में
तू इत्र बनके मेरी
नस नस को मेहकना
मैं लब्ज़ बनके तेरी बातों से निकलूंगा
तू ओस बनके मेरी
पलकों पे ठहर जाना
मैं बूंद बनके तेरे एहसास को छू लूँगा

Tu Os Banke Meri Lyrics in Romanized:

Tu os banke meri
Palkon pe thehar jaana
Main boond banke tere ehsaas ko chhoo loonga
Tu pyaas banke mere
Honthon pe safar karna
Main dhoop banke teri kirnon mein beh loonga

Jism hai tu mera, main teri parchhaai
Door tune ki hai meri ye tanhaai
Dhadkanon mein meri bas
Teri awaazein hain
Aankhon ki jazeeron mein
Teri parwaazein hain, teri parwaazein hain

Tu chhaanv si dil ko
Thandak dete rehna
Main dhoop banke teri kirnon mein beh loonga

Tu os banke meri
Palkon pe thehar jaana
Main boond banke tere ehsaas ko chhoo loonga

Rang tere khilte hain
Subah ki pehli kiran mein
Kuch pal theharun tere
Khushboo jaise badan mein
Tu hi tu milta hai
Khwaabon ki taabeeron mein
Aa tujhko likhwa loon main
Haathon ki lakeeron mein, haathon ki lakeeron mein

Tu itr banke meri
Nas nas ko mehakna
Main lafz banke teri baaton se nikloonga

Tu os banke meri
Palkon pe thehar jaana
Main boond banke tere ehsaas ko chhoo loonga

More Latest Hindi SonG:

Tu Os Banke Meri – FAQ

1. Tu Os Banke Meri gaane ke singer kaun hain?
Is khoobsurat gaane ko Saurabh Gangal ne apni awaaz di hai.

2. Tu Os Banke Meri song ka music kisne compose kiya hai?
Is track ka music Vikrant Bhartiya dwara compose kiya gaya hai.

3. Tu Os Banke Meri gaane ke lyrics kisne likhe hain?
Is gaane ke lyrics Iqbal Salik ne likhe hain.

4. Ye gaana kis music label par release hua hai?
Tu Os Banke Meri gaana Zee Music Company ke official music label par release kiya gaya hai.

5. Kya Saurabh Gangal ka ye naya gaana hai?
Ji haan, Zee Music ke saath Saurabh Gangal ka ye ek naya aur emotional track hai.

 

Tu Os Banke Meri Hindi Song – Bhavin Bhanushali:

Play

Scroll to Top