मुझमें बस जाना Mujhme Bas Jana Lyrics – Palak Muchhal

Mujhme Bas Jana Lyrics – Palak Muchhal # Prem Geet 3 : Mujh mein Bas Jana (मुझ में बस जाना Lyrics in Hindi) song is sung by Palak Muchhal & Dev Negi and composed by Kalyan Singh while the lyrics are written by A.M. Turaz. Mujh me Bas jana song featuring Pradeep Khadka & Kristina Gurung & it;s presented by Zee Music.

Song Details:

Feature Details
Song Title Mujh Mein Bas Jana
Singers Palak Muchhal & Dev Negi
Music Director Kalyan Singh
Lyricist A.M. Turaz
Music Label Zee Music Company
Genre Romantic / Bollywood Ballad

Mujhme Bas Jana Lyrics in Hindi:

तेरे प्यार की बारिश को,
तरसे दिल की ज़मीन,
दिल पे इश्क़ बर्शाना,
तन्हा हूँ मैं,
मुजको खलती है तेरी कमी,
मुझे मुकम्मल कर जाना,
मुझ में बस जाना

इतनी आसानी से चाहत,
किसको कब है मिली,
तू भी दीवाना बन जाना,
फिर सज़ाउंगी तेरे लिए,
दिल की ये गली देदे कोई नज़राना,
यहाँ से ना फिर जाना

पलकों पे तुझको जाना है रखना,
होगा मेरी आँखों का सबसे पहला सपना,
इतनी चाहत मुझको है काफ़ी,
जाचा है आजमा लेना मेरी वफ़ादारी

सुन कर ये तेरी ऐसी ये बातें,
मर जाउँ मैं मर जाउँ मैं

तू कह दो दे दूँ ये जान अभी,
करूँगा ना बहाना,
तन्हा हूँ मैं,
मुजको खलती है तेरी कमी,
मुझे मुकम्मल कर जाना,
मुझ में बस जाना

आजा करीब मेरे नसीब,
दूर नही रहना,
आँखों से आँखें मिला के,
तुझको है अपना कहना

क़िस्मत पे अब मुझको,
होने लगा है यक़ीन,
तेरे बिना कितनी थी,
अधूरी ये मेरी ज़िंदगी

जो भी है बाकी अब ज़िंदगानी,
वो क़र्ज़ है हमपे चुकाना है

आओ करें ऐसा वादा,
टूटे ना टूटे ना,
संग ना छूटे ना,
मिलता ही नही है ऐसा,
मौका दिल को दोबारा,
शिद्दत से इश्क़ फरमाना,
मुझ में बस जाना

Mujhme Bas Jana Lyrics in English:

Tere pyar ki baarish ko,
Tarse dil ki zameen,
Dil pe ishq barshana,
Tanha hoon main,
Mujko khalti hai teri kami,
Mujhe mukammal kar jana,
Mujh mein bas jana

Itni aasani se chahat,
Kisko kab hai mili,
Tu bhi deewana ban jana,
Phir sajaungi tere liye,
Dil ki ye gali dede koi nazrana,
Yahaan se naa phir jaana

Palkon pe tujhko jana hai rakhna,
Hoga meri aankhon ka sabse pehla sapna,
Itni chahat mujhko hai kaafi,
Jacha hai aajma lena meri wafadaari

Sun kar ye teri aisi ye baatein,
Mar jaaun main mar jaaun main

Tu keh do de doon ye jaan abhi,
Karunga na bahana,
Tanha hoon main,
Mujko khalti hai teri kami,
Mujhe mukammal kar jana,
Mujh mein bas jana

Aaja kareeb mere naseeb,
Door nahi rehna,
Aankhon se aankhein mila ke,
Tujhko hai apna kehna

Qismat pe ab mujhko,
Hone laga hai yaqeen,
Tere bina kitni thi,
Adhoori ye meri zindagi

Jo bhi hai baaki ab zindgaani,
Woh karz hai humpe chukana hai

Aao karein aisa vaada,
Toote naa toote naa,
Sang naa chhute naa,
Milta hi nahi hai aisa,
Mauka dil ko dobara,
Shiddat se ishq farmana,
Mujh mein bas jaana

Latest Songs:

Mujh Mein Bas Jana: Frequently Asked Questions

1. “Mujh Mein Bas Jana” gaane ko kisne gaya hai?
Is khubsurat duet ko Bollywood ke mashhoor singers Palak Muchhal aur Dev Negi ne apni awaaz di hai.

2. Is gaane ke lyrics (bol) kisne likhe hain?
“Mujh Mein Bas Jana” ke lyrics mashhoor shayar aur lyricist A.M. Turaz ne likhe hain.

3. Iska music kisne compose kiya hai?
Is track ka music Kalyan Singh ne taiyar kiya hai.

4. Ye gaana kis official music label par available hai?
Ye gaana Zee Music Company ke official YouTube channel aur music platforms par release kiya gaya hai.

5. Palak Muchhal aur Dev Negi ki jodi kyu popular hai?
Dono ki awaaz ka combination romantic gaano mein ek soulful touch lata hai, jo listeners ko behad pasand aata hai.

Scroll to Top